Sponsored Links




Short Paragraph, Hindi Essay on Father's Day

Father's Day Hindi Essay Paragraph
Image Courtesy: Share Pics Hub

Pita

Maa Ghar Ka Gaurav Toh Pita Se Ghar Ka Astitva Hota Hai,
Maa Ke Paas Ashrudhaara, Toh Pita Ke Paas Sanyam Hota Hai,
Dono Samay Ka Bhojan Maa Banaati Hai Toh Jeewan Bhar
Bhojan Ki Vayavasthaa Karne Wale Pita Ko Sahaj Hi Bhool Jaate Hain,
Kabhie Thokar Yaa Chot Lagne Par Ohhh Maa Hi Moonh Se Nikaltaa Hai,
Lekin Raasta Paar Karte Samay Koi Truck Paas Aakar Break Lagaaye Toh...
Baap Re...!!! Yahi Moonh Se Nikaltaa Hai,
Kyonki Chhote Chhote Sankato Ke Liye Maa Hai Par...
Bade Sankat Aane Par Pita Hi Yaad Aate Hain...
Pita Ek Vatt Vriksh Hain..
Jiski Sheetal Chhaaon Mein Sampoorn Parivaar Sukh Se Rehtaa Hai!!

Sponsored Links


Post a Comment Blogger

 
Top